Voter ID Card Aapne Mobail Se Banaye | How To Make Voter I'd Card

 Voter ID Card Aapne Mobail Se Banaye 


Voter ID Card To Aaj Kal Har Kisi Ke Pass Hona Bahut Jaruri Hai Kyoki Aap Voter ID Card Se Hi Aap Log Aapne Neta Ko Chun Sakte Hai To Har Logo Ke Pass Voter ID Card Hona Bahut Jaruri Hai Agar Aap Voter I'd Card Banawane Jayenge Tab Aapko Aapne Panchayat Ke Sadasy Se Milna Hoga Aur Unko Kuchh Documents Dena Hoga Tabhi Aapka Voter ID Card Ban Sakta Hai 



Agar Aap Ghar Par Nahi Hai  Aur Apko Vote I'd Card Banawana Hai To Bhi Aap Voter ID Card Bana Sakte Hai Bilkul Aashani Se Wo Bhi Aapne Mobail Se 


Snack Video Without Watermark Downloaded


Voter ID Card Kaise Banaye ?

Voter ID Card Banane Ke Liye Aapko Ek Application Ki Jarurat Padegi Jo Aapko Play Store Par Aashani Se Mil Jayega Usko Aapko Download Kar Lena hai 


Voter ID card Banane Ke Liye Koun Sa Apps Hai ?

Voter ID Card Banane Ke Liye Aapko Play Store Me Ja Kar Search Karna Hoga ' Voter Helpline' Ye Search Karna hai Fir Jo Sabse Upar Apps Hai Usko Aapko Download Karna Hoga 


Ab Usko Istemal Kaise Karna Hai ?

Application Ko Download Karne Ke Bad Aapko Us Application Ok Open Karna Hai To Aapko Bolega Registration Karne Ko To Aapko Usme Registration Kar Dena Hai Agr Aapko Registration Nahi Karna Hai To Fir Aap Niche Ke Side Me Dekhenge Ki Aapko Skip Ka Option Hoaga Uspe Aap Click Kar Ke Bina Registration Kiye Application Ke Home Page Pe Ja Sakte Hai Home Or Home Page Me Aane Ke Bad Aapko Forme Pe Click Karna Hai 

Frome Pe Jaise Hi Aap Click Karenge To Kuchh Page Khulega Usme Aapko 'Apply Online New' Par Click Karna Hoga Fir Aapko New Voter Registration Par Click Karna Hoga 


Airtel Ka Call Detail Kaise Nikale ?


Uspe Jaise Hi Aap Click Karenge Fir Aapse Aapka State Aur Dist Puchhega Tabhi Usme Aapko Filp Kar Dena Hai Fir Aap Jaise Hi Next Pe Click Karenge To Aapko Aapna  Name Aur Date Birth Email Aur Moabil Number Male/Female Aur I Hereby Declare That I Am Citizen Of India Pe Check Kar Ke Filp Karna Hoga 


Fir Aap Jaise Hi Next Karenge To Aapko Fir Se State Chooj Karna Hai Yar Dist Bhi Usko Aapko Fill Kar Dena Hai  Fir Aapko Aapse Address Fill Karne Ko Mangega To Aapko Aapna Address Fill Kar Dena Hai Fir Aapko Next Pe Click Karna Hai To Fir Aapko Family Detail Dalna Hai Fir Aapko Next Pe Click Karna Hai  To Fir  Aapko Photo Dalna Hai Aur Date Aur Birth Proof Dena Hai Aur Address Proof Dena Hai Jiska Aapko Image Upload Kar Dena Hai Fir Aapko Next Pe Click Karna hai 


Besic Detail

Fir Aapse Aapka State Aur Dist Puchhega Usko Aapko Chooj Kar Yar Town/ Village Ko Fill Kar Dena Hai Fir 'I Have Not Applid For Inclusion Of My Name earlier anywhere' Me Aapko Tik Kar Dena Hai Fir Jaise Hi Aap Poora Detail Ko Filp Kar Denge To Ek Page Khulega Usme Aapko Pura Detail Padh Lena hai Aur Confirm Pe Click Kar Dena Hai Jaise Hi Aap Conform Pe Click Kar Denge To Aapko Ek Massage Aayega Thank You.


Jaise Hi Confirm Ho Jayega To Aapko Confirm I'd Mil Jayega Usko Aapko Screen Short Kar Lena Hai 


Voter ID Card Kaha Se Milega ?

Voter ID Card Approve Ho Jane Ke Bad Aapke Address Pe Post Kar Diya Jayega Aur Post Office Se Aapke Ghar Or Aa Jayega 


Ab AAP Kahenge Ki Kaise Pata Chalega Ki Approved Huaa Hai Ki Rejected Kaise Pata Kare ?


Flight Mode Me Internet Kaise Chalaye ?


Aap Application Ke Home Screen Ke Left Side Ke Niche Me Dekhna Hai Three Line Hai Uspe Aapko Click Karna hai Fir Aapko Status Application Or Click Karna Hai Fir Aapko Ek Search Box Aayega Usme Aapko Jo Apply Kar Samay I'd Screen Short Kiye Hai Usko Usme Dal Dena Hai Fir Aapko Pata Chal Jaye Ki Aapka Approved Huaa Hai Ki Nhi Ki Aapka Reject Huaa hai 






To Dosto Ham Aasha Karte Hai Ki Aapko Thoda Bahut Jarur Help Huaa Hoga Agr Aapko Ye Post Pasand Aaye To Aap Aapne Dosto Me Jarur Share Kare Games Website Pe Aane Ke Liye Dhanywad


Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url