Demand Draft Kya Hota Hai Aur Kaise Banaye ?

 

Demand Draft Kya Hota Hai Aur Kaise Banaye ?

Aaj Ke Is Post Me Hm Janne Wale Hai DD Draft Ke Bare Me Ye BHi Ye Payment Karne Ka Ek  Tarika Hai Lekin Cheqk Ke Mukable Ye Kafi Se Aur Trasted Hai Sef Is Liye Hai Ki Cheqk Se Aap Bhi Piasa Nikal Sakte Hai Aur Aapka Chek Kho V Jata Hai To Koi Aur Bhi Piasa Ko Nikal Skata Hai Khoye Huye Chequk Se, Lekin Demad Draft Se Se Kewal Jiske Name Se Jari Kiya Jata Hai  Wahi Nikal Sakta Hai, Trasted Is Liye Hai Ki Chequk Ka Bauns Hone Ka Bhi Katra Bana Hota Hai Lekin Demand Draft Me Koi Baunse Hone Ka Khatra Nhi Hata Hai Kyoki Jab Ye Demand Draft Isu Kiya Jata Hai Usi Smay Isu Krane Wala Iska Payment Kar Deta Hai, Chequk Se Piasa Nikane Ke Liye Aapka Bank Me Khata Hona Jaruri Hota Lekin Demand Draft Ke Liye Aapke Bank Me Khata Hona Jaruri Nhi Hai,

Demand Draft Kaise Banaye


Demand Draft Ka Use Kaha Kiya Jata Hai ?

Demand Draft Ka Use Jayada Tar Fee Bharne Me Aur Sarkari Kamo Me Upyog Kiya Jata Hai,

Demand Draft Ham Kaise Bna Sakte Hai ?

Demad Draft Ko Aap Online Aur Offlin Dono Tariko Se Banawa Skate Hai,

  • Sabse Pahle Ham Jannege Ki Offline Kiase Banawa Skate Hai ?

Offline Demand Draft Banwane Ke Aapko Kisi Bhi Bank Me Jana Hoga Agar Aapka Us Bank Me Khata Nahi To Koi Bat Nahi Aapko Jitna Ka Bhi Demand Draft Banwana Hai Utna Hi Aapko Ek Frome Filp Kar Ke Frome Ke Sath Aapko Jama Karna Hoga Aur Aapko Kuchh Charge Bhi Jama Karna Hoga, 

  • Offine To Aap Jan Gaye Ki Kaise Demand Draft Ko Banwaya Jata Hai Ab Aap Janege Ki Online  Demand Draft Ko Kiase Bnawaya Ja Skata Hai ?

Online Demad Draft Banwane Bahut Ashan Hai Online Demad Draft Banawane Ke Liye Aapko Intrnet Banking Me Log In Karna Hoga To Jaise Ki Hm Aapko Sbi Bank Me Log In Kar Ke Bata Rahe Hai !

Jaise Hi Aap Intrnet BANKING Me Log In Karenge To Aap Home Page Pe Aayenge Fir Aapko Paymet Aur Trasfar Me Aapko Click Karna Hai,

SBI Intrnet Banking Login

Semad Draft Kaise Banaye


Fir Aapko Thoda Niche Ke Traf Slide Karna Hai Usme Ek Isu Demand Draft Ka Option Mil Jayega Fir Aap Uspar Click Karenge 

Demand Draft


Jaise Hi Aap Click Karenge To Aapko Dusre Page Open Hoga Fir Aapko Waha Dikhayega Ki Aap Kitna Demand Draft Ko Bana Sakte Hai Aur Aap Waha Change Limit Pe Click Kar Ke Limit Ko Change Bhi Kar Sakte Hai, 

How To Change Demand Draft Limit ?

Demade Draft Limit Ko Change Karne Ke Aapko Change Limit Pe Apko Click Karna Hai Fir Aap Aapna Passward Dalenge Aur Change Limit Kar Skate Hai KI Aap KItna Ka Demad Draft Banana Chahte Hai,

Demad Draft Limit One Day ?

Ek Din Me Aap Sirf 5,00000 Tak Ka Hi Demand Draft Banwa Saktwe Hai,

Aapko Deamad Draft Banane Ke Liye Step By Step Follow Kare ,

1 Step :- Sabse Pahle Aapko Amount Dalna Hoga

Demand Draft


2 Step :- Fir Aap Jiske Name Se Demad Draft Bnana Chahte Hai Uska Name Dalna Hoga ,Name Aapko Sahi Dalna Hai Kyoki Paisa Deposit Uske Hi Aacount Me Hoga

3Step :-   Fir Aapko Purposh Choog Karna Hoga Ki Aap Kis Chij Ke Liye Paisa De Rahe Hai Aap Donation De Rahe Hai Ya Fee De Rahe Hai Ya Kuchh Aur

4 Step :- Fir Aap Banko Brach Choog Karna Hoga Jis Bhi Brach Se Aap Demad Draft Issu Krana Chahte Lekin Usme Aapka Jish Bhi Brach Me Hai Wo To Autmatic Aa Jayega Lekin Aap Kisi Aur Barach Se Issu Karna Chahte Hai Toi Aap Waha Us Branch  Ka Code Dalenge Fir Aap Get Branch Name Par Click Karenge Fir Aapke Samne Barch Ka Name Aajayega

5 Step :- Fir Aapko Dusra Brach Code Dalna Hoga Jis Brach Me Aap Ye Deposit Karna Chahte Hai

6 Step :- Fir Aapko Chooj Karna Hoga Ki Aap Demand Draft Ko Khud Collect Karna Chate Hai Ya Currear Dawara Bhejna Chahte Hai Agar Aap Currear Dwara Bhjte Hai To Aapko 50 Rupya Ka Charge Dena Hoga  Agar Aap Khud Collect Karte Hai Deamad Draft Ko To Aapko Koi Charge Nhi Dena Hoga To Chooj Kar Ke Submit Pe Aapko Click Karna Hoga,

Demand Draft


7 Step :- Submit Ke Bad Aapko Total Detail Ko Read Kar Lena Hai Ki Kahi Galat To Aap Nahi Bhar Diye Hai Fir Aapko Confirm Pe Click Karna Hai Jaise Hi Aap Confirm Pe Click Karenge To Aapke Mobail Pe Ek Otp Send Kiya Jayega 



 Usko Aapko Dal Dena Hai Fir Aapka Demad Draft Issu Ho Jayega Aagr  Aap Collect To Cureear Select Kiye Honge To Aapke Ghar Pe Post Kar Diya Jayega Agar Aap Collect Prosan Pe Select Kiye Honge To Aapko SilIP Ko Print Kar Ke Bank Me Jana Hoga Fir Aapko BANK se Mil Jayega Demand Draft.

Agar Is Tarah Se Aapko HDFC Bank Ka Deamand Draft Banwana Chahte Hai To Aapko Intrnet Banking Me Log IN Krana Hoga Fir Aaccount Pe Click Karna Hoga Fir  Aapko Requst Pe Click Karna Hoga Fir Aapko Demand Draft Pe Click Karna Hoga Usme Bhi Aapko Isi Trah Detail Ko Fil Kar Dena Hai Fir Aapko Confirm Pe Click Karna Hai Fir Aapka Demande Draftt Bna Jayega.

How To Demad Draft Charge ?

  • Agar Aap 1,000 Hajar Ka Demad Draft Bnawate Hai To Apka 5 Rupya Ka Demad Draft Charge Lagega !
  • Ex :- 1000 – 5
  •          5000- 25
  •         10000- 50

To Ham Asha Karte Hai Dosto Aapko Is Post Thodi Bahut Jankari Jarur Mili Hogi Agar Aapko Post Aachha Laga To Aap Hame Commet Jarur Kare Hame Aachha Lagega Dhanywad.


More Post 

Bihar STET Answer Key 2020

 

Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url